Best Dp For Girls – We have the largest selection of fresh Love Shayari in Hindi for Whatsapp & Facebook Status.
Lambi Umar Ki Duaa Mere Liye Na Maang,
Aisa Na Ho Ki Tum Bhi Chhod Do Aur Maut Bhi Na Aaye.
लम्बी उम्र की दुआ मेरे लिए न माँग,
ऐसा न हो कि तुम भी छोड़ दो और मौत भी न आये।
Har Mulakaat Ka Anzaam Judai Kyun Hai?
Ab To Har Waqt Yehi Baat Satati Hai Hamein.
हर मुलाक़ात का अंजाम जुदाई क्यों है?
अब तो हर वक़्त यही बात सताती है हमें।
Facebook Status – We have the most extensive collection of fresh Love Shayari in Hindi for Whatsapp and Facebook Status.
Kisi Se Juda Hona Itna Aasan Hota To,
Jism Se Rooh Ko Lene Farishte Nahi Aate.
किसी से जुदा होना इतना आसान होता तो,
जिस्म से रूह को लेने फ़रिश्ते नहीं आते।
Khud Hairan Hoon Main
Apne Sabr Ka Paimana Dekh Kar,
Tu Ne Yaad Bhi Na Kiya
Aur Maine Intezaar Nahi Chhoda.
खुद हैरान हूँ मैं
अपने सब्र का पैमाना देख कर,
तूने याद भी ना किया
और मैंने इंतज़ार नहीं छोड़ा।
Dp Status – We have the most extensive collection of fresh Love Shayari in Hindi for Whatsapp & Facebook Status.
Bataao Hain Ki Nahi Mere Khwaab Jhoothhe,
Ki Jab Bhi Dekha Tujhe Apne Saath Dekha.
बताओ है कि नहीं मेरे ख्वाब झूठे,
कि जब भी देखा तुझे अपने साथ देखा।
Na Wo Milti Hai, Na Main Rukta Hoon,
Pata Nahi Raasta Galat Hai Ya Manzil.
ना वो मिलती है, ना मैं रुकता हूँ,
पता नहीं रास्ता गलत है या मंजिल।


